Tuesday, May 14, 2013

Wakt Ek Jalim Chiz

Esi kagaz par likha tha mainai naam tera.
Esi kagaz par likha tha mainai naam tera.
Wakt Kai sath mit gaya who,
Bas reh gayi toh khushbu terai naam ki. 

Wakt bara jalim hai yaro
Wakt bara jalim hai yaro
Mita daita hai lamho ho
Reh jati hai toh bas
Khushbu un lamho ki. 

Sametna chaho
Sametna chaho
Aagar tum un lamho ko
Samet na paogai. 

Aab Yeh jaan kuch ghari ki baaki hai
Aab Yeh jaan kuch ghari ki baaki hai
Wafa karkai bhi tum
Bewafa hi kehlaogai. 
Jatai jatai hamai tum kush na kar paogai. 

Dua mangna khuda sai ki
Dua mangna khuda sai ki
Dua hamari kubul na karai
Joh hamnai mangi thi ki
Miljao tum phirsai hamai. 

Aab Yeh jaan kuch ghari ki baaki hai
Aab Yeh jaan kuch ghari ki baaki hai
Wafa karkai bhi tum
Bewafa hi kehlaogai. 
Jatai jatai hamai tum kush na kar paogai. 

1 comment:

Thank You for taking out time to comment on this post.